I'm looking for native Karachite speakers to read these sentences. Would you mind pronouncing the sentences with natural speed and intonation, please? Thanks a lot in advance.
- Tumhari nai job kesi jaa rahi he?
- pata nahin...kaafi dabaao mein daalne wali job he.
- Oh, lekin kyun?
- Sab kuch mere liye neya he...
- kaam bohat hota he aur waqt bohat kam.
- Acha to ye baat he.
- Tum bohat ziada thak jaate/jaati ho?
- Haan.
- Fikar nahin karo - waqt ke saath saath cheezen theek ho jaayen gi aur tumhara kaam bhi aasaan ho jaaye ga.
- Encouragement ke liye shukriya. / hoslaa afzaai ke liye shukriya.
- Mein bhi ese haalaat mein raha/rahi hon, aur wo aasaan na the.
- Mera yaqin karo, waqt ke saath cheezen theek hoti jaayen gi.
- Mujhe tumhaare saath baat kar ke acha mehsus ho raha he.
- Mujhe ye son kar khoshi hui.